Ek Tha Tiger Songs - Video and Mp3 - Listen and Download
The complete album of Ek Tha Tiger ( 2012 ) Audio songs will release on 15th July but a promo song will release on 12th July. But we got an exclusive song from Ek Tha Tiger ( MashAllah ). So here i am sharing with you in Video YouTube format and .Mp3 format. Save this page and visit it on 15 July to download complete Ek Tha Tiger Songs Album.
Download in Mp3
Ek Tha Tiger Track List:
Banjaara - Sukhwinder Singh ( Male Singer )
Banjaara (Remix) - Sukhwinder Singh
Laapata - K.K., Shreya Ghosal
Laapata (Remix) - K.K., Shreya Ghosal
Mashallah - Wajid, Shreya Ghosal
Mashallah (Remix) - Wajid, Shreya Ghosal
Saiyaara - Mohit Chauhan, Tarannum Malik ( Female Singer )
Tiger Theme - Julius Packiam
Tiger Theme - Julius Packiam
Mashallah ( Ek Tha Tiger 2012 ) Ft. Salman Khan and Katrina Kaif. Full HD ( High Quality ) Video and Mp3 Download song.
Download in Mp3
Lyrics:
Mashallah mashallah
Mashallah mashallah
Chehra hai maashallah
Naino pe naino ka
Pehra hai mashallah
Tujhko churaya hai
Paaya hai ye jahan
Mashallah mashallah
Chehra hai mashallah
Rang tere ishq ka
Gehra hai mashallah
Tujhko churaya hai
Paya hai ye jahan
Yo habibi mashallah antashakala ajimullah
Yo habibi mashallah yashok aani miliaai hai
Yo habibi mashallah roofzabargat ganini
Badmanini badmanini badmanini taaliho
(Arabic rendition)
Jalta hai jal jaaye
Pighal jaaye zamana
Main tujhse tu mujhse bas itna fasana
Teri yaariyan dildariyaan sun janiyan
Mile mila mujhe milana
Mashallah mashallah..
Sholon mein sharara hai
sholon mein sharara hai
Taaron mein sitara
Kudrat me fursat se banaya mera yara
Teri chaahatein meri raahatein
Hain ibaadate, tu mila mili mujhe khudai
Mashallah mashallah..
habibi mashallah antashakala ajimunah..
Mashallah mashallah
Mashallah mashallah
Chehra hai maashallah
Naino pe naino ka
Pehra hai mashallah
Tujhko churaya hai
Paaya hai ye jahan
Mashallah mashallah
Chehra hai mashallah
Rang tere ishq ka
Gehra hai mashallah
Tujhko churaya hai
Paya hai ye jahan
Yo habibi mashallah antashakala ajimullah
Yo habibi mashallah yashok aani miliaai hai
Yo habibi mashallah roofzabargat ganini
Badmanini badmanini badmanini taaliho
(Arabic rendition)
Jalta hai jal jaaye
Pighal jaaye zamana
Main tujhse tu mujhse bas itna fasana
Teri yaariyan dildariyaan sun janiyan
Mile mila mujhe milana
Mashallah mashallah..
Sholon mein sharara hai
sholon mein sharara hai
Taaron mein sitara
Kudrat me fursat se banaya mera yara
Teri chaahatein meri raahatein
Hain ibaadate, tu mila mili mujhe khudai
Mashallah mashallah..
habibi mashallah antashakala ajimunah..
Laapata ( Ek Tha Tiger 2012 - La-Pata ) Ft. Salman Khan and Katrina Kaif. Full HD ( High Quality ) Video and Mp3 Download song.
Aankhon ko yoon band karke
Dheme dheme gin gin ke
Dhoondon humein hum hain kahan
Ho bhule se fasaane hai
Zameen se begaaney hai
Dekho hue hum toh hawa
Dil ke kinaare, khawaabon ke neeche
Hai khoya khoya apna jahan
Main laapata.. bhula pata
Hosh-o-havas.. hai laapata
Haan yeh zidd hai meri
Tujhko hi sochengey ab hum
Roshini yeh teri
Khwaabon mein rakhengey band hum
Haan subah kab soyi
Taare kab jaage
Hum bhule hai ki kab kya hua
Main lapata.. bhula pata
Hosh-o-havas.. hai laapata
Le rahein the saansein
Zinda nahi the kabhi hum
Dil yeh tujhko deke
Dhadkan se vaakif huye hum
Haan tujh mein hi gum hai
Tujh mein hi khoye
Ab waise bhi jaana kahan
Main lapata.. bhula pata
Hosh-o-havas.. hai laapata
Banjaara ( Ek Tha Tiger 2012 ) Ft. Salman Khan and Katrina Kaif. Full HD ( High Quality ) Video and Mp3 Download song.
Download in Mp3
Banjaara banjaara
[banjaara banjaara]
Dil mera banjaara
[banjaara banjaara]
Dekha jabse usko
Dil mera dil mera banjaara
Na jaaga na soya
Dil mera dil mera banjaara
Jo muskuraaye woh
Sab kuch bhulaaye woh
Dekho bhatak ke aare dil bechara
Banjaara banjaara
Uski dhun mein dil banjaara
[banjaara banjaara]
Ho..haye haye haye haye
Banjaara..hey.. banjaara..hey
Uski dhun mein dil banjaara
[banjaara banjaara]
Ho..
Hey hey hey ho hey..
Lehra ke dil se guzarti hai woh
Lehra ke dil se guzarti hai woh
Jaane kya git pit karti hai woh
Ho..hans de toh udey dil main hai titliyaan
Bemausam ki dekh humpe hai bijliyaan
Uska yeh dil au-au ke haara
Banjaara banjaara
Uski dhun mein dil banjaara
Banjaara..hey.. banjaara..hey
Uski dhun mein dil banjaara
[banjara banjara]
Ho ho ho ho ho ho ho
Baaton mein uski jaadugari
[Gari gari]
Ho baaton mein uski jaadugari
Nighaaon mein uski kaarigari
Ho sainkdon khwaab uspe hai kharcha kiye
Phir bhi milne ko har roz tarsa kiye
Khede toh chodh doon main yeh jag saara
Banjaara banjaara
Uski dhun mein dil banjaara
Banjaara..hey.. banjaara..hey
Uski dhun mein dil banjaara
[banjaara banjaara]
Saiyaara ( Ek Tha Tiger 2012 ) Ft. Salman Khan and Katrina Kaif. Full HD ( High Quality ) Video and Mp3 Download song.
Download in Mp3
Download Ringtone
Download Ringtone
Aasmaan.. tera mera hua
Khwaab ki tarah dhuaan dhuaan
Aasmaan.. tera mera hua
Saans ki tarah ruaan ruaan
Ho jaaye jahan tu jaaye
Paaye mujhe hi paaye
Saaye yeh mere
Hai tujh mein samaaye
Saiyaara main saiyaara
Saiyaara tu saiyaara
Sitaaron ke jahan mein
Milengey ab yaara
Saiyaara main saiyaara
Saiyaara tu saiyaara
Sitaaron ke jahan mein
Milengey ab yaara
Tu jo mila, toh yoon hua
Ho gayi puri adhoori si dua
Tu jo gaya, toh le gaya
Sang tere mere jeene ki har wajah
Ho jaaye jahan tu jaaye
Paaye mujhe hi paaye
Saaye yeh mere
Hai tujh mein samaaye
Saiyaara main saiyaara
Saiyara tu saiyara
Sitaaron ke jahan mein
Milengey ab yaara
Saiyaara main saiyaara
Saiyara tu saiyara
Sitaaron ke jahan mein
Milengey ab yaara
Tum pe miti, tum se bani
Tumse hua hai haan khud pe yakeen
Tu jo nahi, toh na sahi
Main hoon yahaan toh tu hai yahin kahin
Ho jaaye jahan tu jaaye
Paaye mujhe hi paaye
Saaye yeh mere
Hai tujh mein samaaye
Saiyaara main saiyaara
Saiyaara tu saiyaara
Sitaaron ke jahan mein
Milengey ab yaara
Saiyaara main saiyaara
Saiyara tu saiyara
Sitaaron ke jahan mein
Milengey ab yaara

